By Naman Kumar
Kabhi kabhi main sochta hu
Mai kyu itna sochta hu
Chup chap baith kar
Kyu mun ko tatolta hu
Roz tokta hu mun ko
Aisa-waisa karne se
Rokta hu mun ko
Waisa jaisa karna chaha har mun
Dikhna chaha
Alag har jun
Aaj ki duniya mein paisa aur shohrat pane mai jo hai fun
Iska alawa aur koi na dikha rasta na tika khi insaan ka mun
Andha ghodo ki tarah kr rha hai sbhi run
Doosray kay hath ma inki lagaam kabhi chahae na Dodna life ka asli marathon
Jisma lagti hai
Mun aur shareer ki jaan
Apne andar ki burayi
Ko pehchaan
Karke sankalp thaan
Nikal jaye ga tu is maya jaal sa gaka hari ka gaan
Roop Nikhra ga
Tez bikhra ga
le ga
jab tu ishwar ka dil sa naam
Bane ga phir tera har ik kaam
Wo gyan payega
Jo na milta asaani sa kodiyo ka daam
Bheed sa hatke apni raah pehchaan
Chal uspa mudkar na dekh ek pal bhi
Apna mun ki gehrayi ma utar krke uski baat maan
Kisika hath ko thamne ke wajay akela apne do kadmo pa andheri galliyan chaan
Kismat ko dosh mt da
Mehnant krna ka josh la
Pareshani ka samna kr hosh ma
Socha jo tha usse bhaut zada payega asaani sa moj ma
Sapna jo dekha tha vo hakikat ho jayega
Harpal aata teri jo soch ma
Tab phir beeta hua kal ko yaad karega wo pal terako us pal sabse anokha lage ga
Tu yeh baat meri khi likh note la
Moka dekh ka mun ko ek jagah rok la
Tera aas paas rahe ga sab tujhpa bhokta
Unpa tu karna na gor
Bas khudpa poori attention rakh ke sab fod da
Shi jagah apni shakti ka zor da
Ethar uthar bhatakta logo ko dekhkar thoda to prerna ka shrot la
Ro ke jo ansu bheyta
Unma chipa kl ka sahe
Ko sath rakhna chod da
Aaj mai jee kl ki Chinta
Ma khud ko na chot da
Jeena ki kala seekh
Neki kar dil sa
Dekhawa na kr deni ki beekh
Kirlaay ga varna tu teri mot pa
Kuch alag krna ki koshish mt kr
Aam rehkar bhi
Banega tu behtreen nar
Yakeen ya kr
Ped upar se jitna bada nicha sa dugni hoti uski jad
Soch ko mazboot kr
Jiska mun ho saant
Vo bhala krta kam baat
Pr usko mat smajh bewkoof meri jaan
hota usma har ik shala dena ka gyan
Vo karta na dikhawa
Aam logo ki tarah hoti na uske paas bhed bhaw krna ki kala
Nek rehta har pal dil sa
Logo ko lagta bhaut isiliya vo jhalla
Kabhi kabhi main sochta hu
Mai kyu itna sochta hu
Chup chap baith kar
Kyu mun ko tatolta hu
Roz tokta hu mun ko
Aisa-waisa karne se
Rokta hu mun ko
Waisa jaisa karna chahay har mun
Dikhna chaha
Alag har jun
Kabhi kabhi main sochta hu
Mai kyu itna sochta hu
Chup chap baith kar
Kyu mun ko tatolta hu
By Naman Kumar
Comentários