By Malik Shabanam Qayoom
Zara aa qareeb tu mujhe jaan le
Yun nazar na fear mujh se gafil mujhe pehchaan le
Aakhir ha-ten ge parde tu ye jaan le
Dikhe ga kya fir tujko us ko pehchaan le
Mile ga tu meri is tanhayi se tu ye jaan le
Koon hooga tera fir tu usko pehchaan le
Kahi gham, Kahi sakoon, Kahi khushi h tu ye jaan le
Magar tu chun kya rha h tu usko pehchaan le
Baag-e firdoos aur tapish basti h mujh mein tu ye jaan le
Teri aankhun mein basa kya h us ko pehchaan lee
Mukhtisar si dunya ka mein hi sila hun tu ye jaan le
Teri zindagi ki ibtida h tu ye pehchaan lee
By Malik Shabanam Qayoom
Comments