By Malik Shabanam Qayoom
Kabi sooncha tu ne ki ab sulah krle
Betabi itni bad gayi ki ab thoda mila krle
Hum bebas h besahara h khuch too kaha kr krle
Zalim na ban hum pe tere ishiq mein chooer huve too kya
Aayse lehje se humko kinara too na krle
Zara sa b chain nahi padte hume khuch too lehaaz krle
Yan fir mera mariz bataye jiska hum ilaaj krle
Hum too fanah huve h kam se kam aap too aankhun ka parda kiya krle
Har wakhit soonchne pe majboor krti h yun khaab mein na mila krle
Aap haqeqat h yan khaab h kbi too izhaar kiya krle
Ki khoo gaye h hum Kahi ye too bataye kitne raaste yaad kiya krle
Hume nazru ka ilim h hasil hum se na raaz chupaya krle
Ik hum hi majnu bane h kya baqei too lehaaz kiya krle
Hum too itna hi khe ge baqei aap khud hi samaj Liya krle
Hum too Nadaan h kam se kam aap too ibtida kiya krle
By Malik Shabanam Qayoom
Comments