By Ritik Koul
Main khud ko he khud say miila kay
fir khud main khoota hu.
Phir dekh kay saare inn sapno ko chann say tab ja kay soota hu
main khud say he poocho sawal yaha pay main khud kaa he naata hu
phir milte hai kye jawab yaha par tab be nah rukta hu
Main kaagaz main likh - likh kay khud ko main dundu
Hisaab main kar kar kay khushio ko chunno
Zamana yeh bole ki hum hai khalifa
Do gaazh he sachie yeh bhoolte hai kya.
Mere annkho main baare hue hazar khayal
Nhi sochne ka waqt abhi phannu kya yaar
Hue dost kam jasse Covid main vaypar
Ab lay kay chala mann mujhe apne sath
Lay chala mujhe Lay chala mere mann yeh kha mujhe Lay chalaa
Lay chala mujhe Lay chala inn yaado ki baste main lay challa.
Verse 2
Dasta yeh raste woh shae(6) kilo baasta
dukan main fasta, dubare main rasna he chieye
T.V pay Tom&Jerry toh main hasta
chaiye nah dhoodh mujhe cheeze he hai mangta
Roota main phir aur Maa pareshan
Bole ki dhuu kya main issko aahar
phir laake paneer kiya uss main surakh(Holes)
tabh jaa kay uthra Jerry ka bukhar.
Jb sochte bachpan toh bole kya time tha
Nah PUBG nah phone phir be infinite revive tha
Sawal the saath(7) aur Hatim hee bhai tha
Bhalle pasie kam thea par Dollar(Riche Rich) he cheiya tha.
*The second verse is about childhood.
By Ritik Koul
Beautiful
Talented artist. 🤝💯💫
Amazing
Beautiful ❤️