By Yash S Jain
Teri teeki aakhon par aa rukha he yeh dilš
Yeh bheege hoton par aa rukha he yeh dilš
Mulayam baahon par aa rukha he yeh dilš
Teri Meethi awazon par aa rukha he yeh dilš
Yeh ek tarfa wala pyaar bhi manzoor he hume koi shikhayat nahi qkišÆ
Teri issi adaaon par aa rukha he yeh dilš
Har khwaab tera pura karu...khwaabo se milaa toh sahi šĀ
Har waadon ko pura karu...waado ko haatho me milaa toh sahiš«
Teri rooh ki bhi me parchai ban jau š
Tujhme apne aap ko pura karu bas Seene se kaske lagake rooh se mila toh sahišā¤ļø
Tu mohabbat he meri sanam tu yeh jaan leā„ļø
Tu khushiya he meri sanam tu yeh jaan leā„ļø
Hum ek naa hue toh kya huaa milenge zaror kisi manzil pe...magar
Tu hi akhri manzil he meri sanam tu yeh jaan leā„ļø
Aur kya kahoon jaaan...l
Ab,Ā
Tu meri saason ka sahara ban gaya hešÆ
Tu meri aawazon ka sahara ban gaya heš
Rangon se tune bhara he mera jahan aurš
Tu meri naseebo ka sahara ban gayaā¤ļø
Tu hi mera sahara ban gaya heā¤ļø
Tu hi mera aakhri kinara ban gaya heā¤ļø
Yeh mohabbat ko zinda rakhne ke liyeā¤ļø
Tu hi mera aakhri sahara ban gaya heā¤ļø
By Yash S Jain
Nice to read
In love with ur poemsā¤ļøš