By Hitesh Shahani
Ae aasmaan sun le Ek Meri baat, Tujh pe nirbhar is Jaan ke बुरे hai haalaat, Ab toh पत्तों ने टेहनियों का Chhod Diya h saath...
Naa बाग में खड़ा था मैं, मगर खड़ा मैं रेत पर.. Ab aa gayi h woh डगर, Khatam hoga Mera safar.
Zameen Meri sukhi hai Himmat bhi Meri tooti hai Jo बांध ke khadi thi woh जड़ें bhi mujhse ruthi hai
Baadalon ki chhat Maine Sapno mein banayi Hakikat toh peeche Bata rahi h parchhaayi
Kitni baar socha h ki mar jaau, Kyaa pata kabhi Sach mein aisa Kar jaau. Marne ka toh bohot zikr hua h... Abhi sochta hu, Kya agar apne aap se main लड़ paau,
Kya agar yeh raasta main guzarr jaau..
By Hitesh Shahani
댓글