top of page

Uski Haivaaniyat Aur Tumhari Nadaani

By Saumya Chawla

Kisne kaha vo tujhe chah rha hai,

Vo kisi aur ko bhulane ke liye tumhare paas aa rha hai.

Aur tum,

Tum thehri nadaan,

Sacchai se nahi thi tum vaakif,

Uski haivaaniyat se rahi anjaan.

Aur khata tumhari bhi nahi thi,

Khata tumhari bhi nahi thi,

Tumne to bharosa kara tha na yaar.

Jitna ho saka,

Usse zyada tumne kara us shaqs se pyaar.

Par usne,

Kabhi chaha nahi tujhe,

Vo gam bhulane ke liye gam dekar chala gya.

Apnapan mehsoos karaya,

Fir dil tod kar chala gya.


By Saumya Chawla


0 views0 comments

Recent Posts

See All

Labrynth Of Memories

By Lakshita Dhiman Sliding my hand on the wall's rugged grit, summer's warmth succumbs to a velvety, vitreous flit. I caress the murals,...

My Greatest Fantasy

By Shameeksha S I was riding a lion with wings and saw a dolphin that sings. Colourful Marshmallow houses owned by talking chocolate...

A Child's Treehouse

By Lakshita Dhiman A bohemian shaping her world hammering a nail, encouraging it, and herself. an escape from the authenticity, the...

Comments

Rated 0 out of 5 stars.
No ratings yet

Add a rating
bottom of page