By Malik Shabanam Qayoom
Mujh se mat poouch meri muskurahat ka sabab
Gazab kiya tha un nazrun ne us lamhe ka h ye sabab
Din dal jaye raat tal jaye fir b na poouch us raat ka sabab
Baat thi hi aaysi ki sukoon jal jaye us aag ka h ye sabab
Kabi gardishun mein kbi barishun mein kbi mosamu ka tha ye sabab
Ki sazishun ka tufaan tha us hawa ka h ye sabab
Dehal gaye hum simat gaye hum un veeran koonu ka tha ye sabab
Andhera hi Andhera tha us hijir ka h ye sabab
Fir b tu saahil se poouch rha h uski muskurahat ka sabab
Sirf uski adaye na thi na hussun tha ki ishiq jiska tha sabab
Meri jaan nazru mein Jo soonch mile us soonch ka h ye sabab
Mila tha humko aabhi kisi aur ka hoo kr us begane ka h ye sabab
Kya hi kre kanha jaye kisko kahe us Dard-e dil ka h ye sabab
Kitna sunaye kis kis ko sunaye us zubaa ka h ye sabab
Sun-ne wale sulja huva pagal bataye us khamoshi ka h ye sabab
Gazab kiya tha un nazrun ne us lamhe ka tha ye sabab
Fir b tu poouch rha h mujh se meri muskurahat ka sabab
By Malik Shabanam Qayoom
Comments