By Malik Shabanam Qayoom
Barsun se qaeed hun mein bina zanjeer k
Adna sa intizaam h hijir h bina tabeer k
Sunayi gayi h mujh ko saza bina qasoor k
Zulum ki intiha deakhoo band hun bina pinjree aur devaar k
Poouchne koi nhn aata yanha sab darte h is devaar se
Wafa raas aayi h mujhe bade aache h sabaq is ba-zahir devaar k
Tahamul se deakhi h lapte is julasti Tanveer k
Meri hi baahun pe ba-zahir rakis krti zanjeer k
Taraash rha hun mein filhaal koone us tasveer k
Aksar intiha karrar hooti h us zahir takheer k
Talab h zulal ki us unsune duaa k taseer ki
Pigal jaye ye zanjeere ba-zahir us baseer k
Rakis bade qareeb se deakhe h is zahir baseer k
Jonun-e tamanah khuch yun h ab deakhe ge tamasha goor se is naseer k
Sunayi gayi h mujko saza bina kasoor k
Adna sa intizaam h hijir h bina tabeer k
Toot jaye gi zanjeere alfaaz h ye taqdeer k
Barsun se qaeed mein hun bina zanjeer k
By Malik Shabanam Qayoom
Comments